Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.
We will add as soon as the video of the song is available.
Kaalee Sadake, Kaala Khel - काली सड़कें, काला खेल
SingerKunal Ganjawala
Music byAkbar Sami, Bapi Tutul, Sandeesh, Shandilya
LyricistAmitabh Varma, Sandeep Nath, Sudhir
Actor
Category
MovieRisk (2007)
Lyrics of Kaalee Sadake, Kaala Khel - काली सड़कें, काला खेल
kaali sadake, kaala khel
darindo kaa taalmel, ye bada hain game
shuru jo tumne kiya
khatam mai karunga, ye khel
kaali sadake, kaala khel
darindo kaa taalmel, ye bada hain game
shuru jo tumne kiya
khatam mai karunga, ye khel
khun ko mai apne kabhi jamne nahi dunga
aisa jalta agar hain to mai jalane nahi dunga
vardi ki jo shaan hain wo jhukne nahi dunga
khud ko marne se pehle kabhi marne nahi dunga
dusro pe haar kaa iljam kab talak
apni jimmedariyo se bhagoge kab talak
shahido ke naam par dalaali kab talak
desh ko jalayenge mawali kab talak
kaali sadake, kaala khel
darindo kaa taalmel, ye bada hain game
shuru jo tumne kiya
khatam mai karunga, ye khel
darindo kaa taalmel, ye bada hain game
shuru jo tumne kiya
khatam mai karunga, ye khel
kaali sadake, kaala khel
darindo kaa taalmel, ye bada hain game
shuru jo tumne kiya
khatam mai karunga, ye khel
khun ko mai apne kabhi jamne nahi dunga
aisa jalta agar hain to mai jalane nahi dunga
vardi ki jo shaan hain wo jhukne nahi dunga
khud ko marne se pehle kabhi marne nahi dunga
dusro pe haar kaa iljam kab talak
apni jimmedariyo se bhagoge kab talak
shahido ke naam par dalaali kab talak
desh ko jalayenge mawali kab talak
kaali sadake, kaala khel
darindo kaa taalmel, ye bada hain game
shuru jo tumne kiya
khatam mai karunga, ye khel
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

