Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Kaam Aisa - काम ऐसा कोई निराला करो
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa koi nirala karo
gham ko palo use sambhala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa

tum wafa bhi karo kisi se kabhi
tum wafa bhi karo kisi se kabhi
sabko wado pe yu na tala karo
sabko wado pe yu na tala karo
gham ko palo use sambhala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa

tum jaha bhi gaye charag jale
tum jaha bhi gaye charag jale
mere ghar bhi kabhi ujala karo
mere ghar bhi kabhi ujala karo
mere ghar bhi kabhi ujala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa koi nirala karo

sab ghamo se nazaat mil jaye
sab ghamo se nazaat mil jaye
koi gham aisa dil me pala karo
koi gham aisa dil me pala karo
gham ko palo use sambhala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa koi nirala karo
lyrics of song Kaam Aisa
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Ranjishen  (Album) (2010)
Roop Kumar Rathod Rajiv Pal Singh Rana Kuldeep Singh
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type