badra badra sargam
jaise ghir ke aaye angana me
hamare badra kare kare badra
jaise ghir ke aaye angana me
hamare badra kare kare badra
dund jo gire tan pe, teer lage mann pe koi
aankhe male sapane, jag uthe kamna soyi
o thar tharake sare palko pe
chhaye badra kare kare badra
o jaise ghir ke aaye angana me
hamare badra kare kare badra
halki halki fuhare, hole hole saware
saari hai jo dishaye sari aakansaye
jitne bhi ras ghule hai, utane hi rang ghule hai
bhigi hawa me bhig, koi sugandh hai somoye
gin gin ke barsa rahe hai kare badra kare kare badra
jaise ghir ke aaye angana me
hamare badra kare kare badra
naina darpan bane hai, jinme jhalke aashaye
sanse madham huyi hai, dhimi bhimi si aahe
ruk jaye gaake bataye, jo chahe man vahi paye
mil jayegi fir tujhe, ek bhawana jo hai khoyi
chahao ke leke aaye hai badra kare kare badra
jaise ghir ke aaye angana me
hamare badra kare kare badra
bund jo gire tan pe, teer lage mann pe koi
aankhe male sapne, jag the kaamna soyi
jaise ghir ke aaye angana me
hamare badra kare kare badra
jaise ghir ke aaye angana me
hamare badra kare kare badra

Just live this song. .hats off to Monty Sharma and maestro Shankar ji