Video of this song from youtube
Kab Hua Kahan Hua Kaise Hua Pata Nahi - कब हुआ कहाँ हुआ कैसे हुआ पता नहीं
Lyrics of Kab Hua Kahan Hua Kaise Hua Pata Nahi - कब हुआ कहाँ हुआ कैसे हुआ पता नहीं
mujhse pucho nahi mera kya kho gaya
kuch mera tha jo ab gair ka ho gaya

kab hua kahan hua kaise hua pata nahi
kab hua kahan hua kaise hua pata nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi

kab hua kahan hua kaise hua pata nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi

o mile the humse chalte chalte
shaam tham gayi thi dhalte dhalte

rukh gaye kadam mere unko pata chala nahi
rukh gaye kadam mere unko pata chala nahi
sayad ye raaj unpe khula nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi
lyrics of song Kab Hua Kahan Hua Kaise Hua Pata Nahi
Comments on song "Kab Hua Kahan Hua Kaise Hua Pata Nahi"
nsd SHAHID on Sunday, February 26, 2012
best songs..
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films