Video of this song from youtube
Kab Tak Nirdhan Ke Dil Se Khelega Dhanwan - कब तक निर्धन के दिल से खेलेगा धनवान
Lyrics of Kab Tak Nirdhan Ke Dil Se Khelega Dhanwan - कब तक निर्धन के दिल से खेलेगा धनवान
kab tak nirdhan ke dil se khelega dhanwan
khelega dhanwan
hey mere bhagwan hey mere bhagwan
bolo bolo bhi bhagwan

hamari zindagi kya hai
amiro ka khilona hai
na apne bas me hansna hai
na apne bas me rona hai
kab tak nirdhan ko
samjhenge bedardi bejan
bedardi bejan
hey mere bhagwan
bolo bolo he bhagwan

apna dosh bas itna hai
tumse preet lagai
haye tumse preet lagai
jiwan ke tar lutne par
ab kya lenge jaan
ab kya lenge jaan
he mere bhagwan bolo bolo bhi bhagwan
kab tak nirdhan ke dil se khelega dhanwan
khelega dhanwan
lyrics of song Kab Tak Nirdhan Ke Dil Se Khelega Dhanwan
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films