Video of this song from youtube
Lyrics of Kabhi Hontho Se Mujhe Bhi Laga Le Basuri Banai Ke - कभी होंठों से मुझे भी लगा ले बाँसुरी बनाई के
kya hai iss bansuriya me jo mujhme nahi sanvariya
kabhi hontho se mujhe bhi laga le
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
mai toh, mai toh gau tere git mere mit
sare jag ko bhulai ke
kabhi hontho se mujhe bhi laga le
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke

tore sang neha laga tore rang rati
tore sang neha laga tore rang rati
ban ban dware dware phiru madmati
tujhme hi
tujhme hi sama gayi mai tere pas aayi ke
kabhi hontho se mujhe bhi laga le
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke

sara jag jan gaya radha bhai shyam ki
sara jag jan gaya radha bhai shyam ki
chhede tera naam leke sakhiya sare ganv ki
ho chhaliya tune
chhaliya tune sudh na lini bavari banayi ke
kabhi hontho se mujhe bhi laga le
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
lyrics of song Kabhi Hontho Se Mujhe Bhi Laga Le Basuri Banai Ke
Comments on song "Kabhi Hontho Se Mujhe Bhi Laga Le Basuri Banai Ke"
Pandurang Gaikwad on Friday, January 03, 2014
Most I like this song
Gopal Vyas on Tuesday, July 28, 2015
Very nice.

Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Geet (1970)
Rajendra Kumar, Mala Sinha, Nazir Hasain, Sujit Kumar, Kum Kum, Manmohan Krishan, Daisy IraniAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, Suman KalyanpurAnand Bakshi, Hasrat Jaipuri, Prem DhawanKalayanji, AnandjiRamanand SagarRamanand SagarGeet at IMDB      Geet at WikipediaGeet at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type