Video of this song from youtube
Average Rating : 4.50
Total Vote(s) : 12
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Tu Hai Ya Nahi Bhagwan, Kabhi Hota Bharosa, Kabhi Hota Bharam - तू हैं या नहीं भगवान कभी होता भरोसा कभी होता भ्रम
tu hai ya nahi bhagwan tu hai ya nahi bhagwan

kabhi hota bharosa kabhi hota bharam
pada ulajhan me hai insan
kabhi hota bharosa kabhi hota bharam
pada ulajhan me hai insan
mat ulajhan me pad insan
tere soche bina jab hota hai sab
to samjh le kahi hai bhagwan
mat ulajhan me pad insan
mat ulajhan me pad insan
tu hai ya nahi bhagvan
tu hai ya nahi bhagvan

woh hai agar toh kyo na dikhayi de
kaisi ye ulati rit hai
jhutha hai wo uske jhuthe hi
bhay se jhutha jagat bhayabheet hai
ghan ghan garajati huyi
ye ghataye kisaka sunti geet hain
lehrate sagar ki laharo me
gunje kiska amar sangeet hai
kiska amar sangeet hai
jo data hai sabka mahan
diya jisne janam diya jisne ye
tan kyo na usko saka tu pehchan
mat ulajhan me pad insan
tu hain ya nahi bhagwan
tu hain ya nahi bhagwan

balak ki mata roti hai kyu ho ho
balak ki mata roti hai kyu
anahoni jag me hoti hai
mandir me deep jalate hain jo unake
ghar ki bujhati jyoti hai kyo
anahoni jag me hoti hai kyo

jivan maran hani aur fayada karmo ka
phal hai uska bhi kayada
insan ki kuchh bhi chalati nahi
karani apani kabhi talati nahi
bhakti ke bhav se usako tu jan le
shraddha kee aankho se usko tu pehchan le
hota nahi kya achambha bada
aakash kisake sahare khada
phulo me rang jharano me tarang dharati me
umang jo uthata wo kaun kya tum
badal me bijali pahado me phul jo khilata
wo kaun kya tum
wo hai sarvashaktiman kan kan me
base par na dikhayi de
uski shakti ko tu pehchan
mat ulajhan me pad insan
mat ulajhan me pad insan
tere soche bina jab hota hai sab
to samjh le kahi hai bhagwan
mat ulajhan me pad insan
mat ulajhan me pad insan
lyrics of song Tu Hai Ya Nahi Bhagwan, Kabhi Hota Bharosa, Kabhi Hota Bharam
Comments on song "Tu Hai Ya Nahi Bhagwan, Kabhi Hota Bharosa, Kabhi Hota Bharam"
Riaz Ali on Sunday, August 14, 2011
This is not a song or just lyrics but it determine our orientation and
conveys a message of reality. We should not be confused.ups and downs in
life occur which reflect our deeds. Thats all. Thanks a lot for this
upload. Very rare and positive
VINEET KUMAR Bhatia on Friday, October 12, 2012
what a greatness of the sweet & enchanting voice of Rafi sahib. The range
of his voice is like Mt everest,s peak. You are great Rafi Sahib.
Neel kamal Sharma on Monday, May 26, 2014
Very nice song, I remember my childhood, because I have seen this movie
with my parents in my childhood.
dsachan1 on Saturday, July 27, 2013
Wow, such a sublime voice of Mohammed Rafi. Pure awesomeness.
Rajendra Kumar on Wednesday, October 29, 2014
God can be felt by all those who want to feel him.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Janam Janam Ke Phere (1957)
B M Vyas, Manhar Desai, Nirupa Roy, Krishan Kumari, Amirbai KarnatakiManna Dey, Shamshad Begum, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiBharat VyasS N TripathiManno Desai, Vijay SadanahSunil GoelJanam Janam Ke Phere at IMDB      Janam Janam Ke Phere at YouTube     |    Janam Janam Ke Phere at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type