Video of this song from youtube
Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hua Hai - कभी कभी ऐसा भी हुआ है
SingerBappi Lahiri
Music byBappi Lahiri
Lyricist
ActorArun Govil, Madhu Kapoor
Category
MovieGumsoom (1982)
Lyrics of Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hua Hai - कभी कभी ऐसा भी हुआ है
kabhi kabhi aisa bhi hua hai
kinare pe aate hi kisi ko kinara naa mila

mila anchaha jeete raha re wo manmeet pyaraa naa mila

kahan gyi beet re madhur vo din preet ke

bikhar gaye mere geet re
aisa lagta hai khushi ko yahan
pata hi humara naa mila

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films