Video of this song from youtube
Kabhi Khud Se Kam - कभी खुद से कम
Lyrics of Kabhi Khud Se Kam - कभी खुद से कम
kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana
kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana
dhundho to mujhame mil jayega jamana

kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana
dhundho to mujhame mil jayega jamana
kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana

kaali ghata bhi maange julfo ka mera saya
chalne lagi hawaye daman ko jab hilaya
kudart ne mujhko baksha wo husn ka khajana
kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana

mere vajud mein hai sara jaha samaya
mere vajud mein hai sara jaha samaya
jiski talas jo hai usne mujhame wo paya

mumkin nahi kisi se mijhe milke bhul jana
kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana
dhundho to mujhame mil jayega jamana
lyrics of song Kabhi Khud Se Kam
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films