Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
4.28 - 18 votes
Anil Kapoor, Madhuri Dixit
Video of this song from youtube
Lyrics of Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya - कभी कुछ खोया कभी कुछ पाया
aaj hamne sabak wo pad dala
jisko dunia kitab kahti hai
or ek aisa kam kar dala
jisko dunia hisab kahti hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

jamane ne jo kuch bhi hamkodiya
sarakho pe hamne use rakh liya
kabhi ye na socha bura ke bhala
sada khush rahe sab yahi hai dua
wohi hame kata jo hamne tha boya
jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

mera hamsafar bhi kahi kho gaya
batao bhala ham kare bhi to kya
koi hamse ake jara sikhle
hai mar mar ke jine me kaisa maja
wohi hame kata jo hamne tha boya
jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

hame jindagi ki najar lag gayi
nahi jine ki ab koi hasrat rahi
ham apne labo se likhenge kabhi
wohi dasta likh saka na koi
wohi hame kata jo hamne tha boya
jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
lyrics of song Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Zindagi Ek Juaa (1992)
Anil Kapoor, Madhuri Dixit, Suresh Oberoi, Shakti Kapoor, Anupam Kher, Amrish Puri, Asha Lata, Mangal Dhillon, Anant Jog, Bharat Kapoor, Asha Sharma, Swapna, Sunil RegeAsha Bhosle, Kumar SanuPrakash MehraBappi LahiriPrakash MehraPrakash MehraZindagi Ek Juaa at IMDB      Zindagi Ek Juaa at WikipediaZindagi Ek Juaa at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type