Video of this song from youtube
Kabhi Mujhe Mile Kahin Woh - कभी मुझें मिलें कहीं वो
SingerSunidhi Chauhan
Music byChirantan Bhatt
LyricistShakeel Azmi, Sagar, Hamza Faruqui
Actor
Category
MovieThree - Love Lies Betrayal (2009)
Lyrics of Kabhi Mujhe Mile Kahin Woh - कभी मुझें मिलें कहीं वो
kabhi mujhe mile kahin wo jindagi jo kho gayi
kabhi mujhe dekhe kahin wo roshani jo kho gayi
saanson ke dhaage tute, sapne hai sacche jhuthe
sapno pe mujhko yakin kam kam
jina main chaahu jise, wo pal na mile mujhe
aankhon se dekhu use hardam main
kabhi mujhe mile kahin wo raat bhi jo so gayi
kabhi mujhe mile kahin wo baat bhi jo ho gayi
yaadon ke saaye gehre lagte hai pal kyun thehre
palkon mein hai jaane kya nam nam
jina main chaahu jise wo pal na mile mujhe
aankhon se dekhu use hardam main
wo hai kahin jo hai nahin
jo hai kahin wo hai nahin

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films