Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.60 - 10 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Kabhi To Khul Ke Baras Ab Re Maharban - कभी तो खुल के बरस अब के मेहरबान की तरह
kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah
mera wazud hai jalte huye makan ki tarah

main ek khwab sahi aapki amanat hu
main ek khwab sahi aapki amanat hu
mujhe sambhal ke rakhiyega jism-o-jaan ki tarah
mera wazud hai jalte huye makan ki tarah
kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah

kabhi to soch ke wo sash kis kadar tha buland
kabhi to soch ke wo sash kis kadar tha buland
jo bichh gaya tere kadmo me aasmaan ki tarah
mera wazud hai jalte huye makan ki tarah
kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah

bula raha hai mujhe fir kisi badan ka basant
bula raha hai mujhe fir kisi badan ka basant
guzar na jaaye ye rut bhi kahi khizan ki tarah
mera wazud hai jalte huye makan ki tarah
kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah
lyrics of song Kabhi To Khul Ke Baras Ab Re Maharban
Comments on song "Kabhi To Khul Ke Baras Ab Re Maharban"
Akshay Kumar on Sunday, November 15, 2015
कभी तो खुल के बरस अब के मेहरबान की तरह,
मेरा वजूद है जलते हुए मकां की तरह,

मैं इक ख्वाब सही आपकी अमानत हूँ,
मुझे संभाल के रखियेगा जिस्म-ओ-जान की तरह,

कभी तो सोच के वो साक्ष किस कदर था बुलंद,
जो बिछ गया तेरे क़दमों में आसमान की तरह,

बुला रहा है मुझे फिर किसी बदन का बसंत,
गुज़र न जाए ये रूठ भी कहीं खिज़ां की तरह..
Mehul Patel on Sunday, September 27, 2015
===================
Kabhi to khul ke baras
"Abre-e-meharban" ki tarah
Meraa Wazuud hai
Jalte hue makaan ki tarah...
Kabhii to soch
Ke Woh shaks,
kis kadar tha buland
Jo Bichh gaya tere kadmo mey
Aasmaa ki tarah..
Main ik Khwaab sahi
Aap ki amanat hu
Mujhe Sambhal ke rakhiyega
Jism-o-jaan ki tarah..
Bulaa rahaa hai mujhe
Phir kisi badan ka basant
Guzar na jaaye ye rut bhi
kahin Khizaa ki tarah..
===================
First couplet :
Kabhi to khul ke baras
"Abre-e-meharban" ki tarah
Meraa Wazuud hai
Jalte hue makaan ki tarah...
Real Meaning :
My state is like a burning house,
I am Hot,
( Meraa Wazuud hai
Jalte hue makaan ki tarah )
please full fill my desire
like a passionate lover
( Abr-e-Meharbaan ),
I am desperate,
please please come to quench my thirst,
rain profusely (Kabhi to khul ke baras),
Make love,
Do love,
Think love...
Abr : Cloud
Meherbaan : Kind
Wajood: Existence, Entity
Makaan : House
==============
Second Couplet :
Main ik Khwaab sahi
Aap ki amanat hu
Mujhe Sambhal ke rakhiyega
Jism-o-jaan ki tarah..
Real Meaning :
May be I only a dream,
But I am only your's (Amanat),
Take care of me like body and soul
My body and my soul, is just for you,
my magnificent lover. Waiting to surrender,
only to You
only to You
only to You
Khwaab : Dream
Amaanat : Something Given In Trust
Jism-o-Jaan: Body and soul
===================
Third Couplet :
Kabhii to soch
Ke Woh shaks,
kis kadar tha buland
Jo Bichh gaya tere kadmo mey
Aasmaa ki tarah..
Real Meaning :
Think any time,
how magnificent that person is,
who has surrendered in your feet,
like a blue sky.
Just to satisfy you with love,
To quench your burning desire, thirst .
Shaks: A Person
Kadar : Merit, Quantity
Buland : Magnificent, Grand
Bichh Gaya : To be spread,
To humble oneself
Kadmo : Feet
================
Fourth Couplet :
Bulaa rahaa hai mujhe
Phir kisi badan ka basant
Guzar na jaaye ye rut bhi
kahin Khizaa ki tarah..
Real Meaning :
Calling me again by
the magnificent body of my lover
( badan ka basant)
( like a fully blossom flower in spring)
( body after attaing full adulthood )
Do not spoil the season like a Fall ( Autumn)
When no love making scene,
When no body enjoys any beauty,
When lover do not perform Love...
Basant : Spring
Khizaan : when all leaf fall from trees become barren.
Prerak Vyas on Friday, March 29, 2013
कभी तो सोच के वो शख्स किस कदर था बुलंद जो बिछ गया है तेरे कदमो में आसमान की
तरह कभी तो खुल के बरस अब्र-ए-मेहरबान की तरह मेरा वजूद है जलते हुए मकान की
तरह
MADHUSOODHANAN PILLAI Cr on Tuesday, November 10, 2015
One among the world recognized contributions of Chitra Singh and my
favourite.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
A Sound Affair (Jagjit Singh) (1985)
Jagjit Singh
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type