Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kaha Hai Unhone Yeh Raaz - E - Mohabbat
3.75 - 12 votes
Raj Kapoor, NargisQawwalis
Video of this song from youtube
Lyrics of Kaha Hai Unhone Yeh Raaz - E - Mohabbat - कहा है उन्होंने ये राज़ ए मोहब्बत
kaha hai unhone ye raaz e mohabbat
kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
kisi se na kahna
meri bebasi ye mere dil ki halat
kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
kisi se na kahna
kaha hai unhone ye raaz e mohabbat
kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
kisi se na kahna

ai mere haakim
tere raaz hardam chupae rahugi
magar meri nazro pe hai tera jaadu
magar meri nazro pe hai tera jaadu
ki mushkil hai ab inka khamosh rahna
kisi se na kahna ye raaz e mohabbat
kisi se na kahna kisi se na kahna
kaha hai unhone ye raaz e mohabbat
kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
kisi se na kahna

badi besabar hai mere dil ke naina
jo chalti baharo ki se pahle
mili unse najre hua dil nishana
mili unse najre hua dil nishana
na kam aaya mere vo chhup chhup ke rehna
kisi se na kahna ye raaz e mohabbat haye
kisi se na kahna kisi se na kahna
kaha hai unhone ye raaz e mohabbat
kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
kisi se na kahna
lyrics of song Kaha Hai Unhone Yeh Raaz - E - Mohabbat
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Anhonee (1952)
Raj Kapoor, Nargis Dutt, Agha, Achla Sachdev, Om Parkesh, David, Badri Prasad, JankidasTalat Mahmood, Lata Mangeshkar, RajkumariSatyendra, Sardar, Shailendra, P L SantoshiRoshanK A AbbasNaya SansarAnhonee at IMDB      Anhonee at WikipediaAnhonee at YouTube     |    Anhonee at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type