Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.54 - 13 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna - कहाँ वो बचपन का प्यारा सपना
kaha wo bachpan kaa pyara sapna
kaha wo bachpan kaa pyara sapna
swarg bhari wo prem ki raina
swarg bhari wo prem ki raina
kaha wo bachpan kaa pyara sapna

bagiyan me miljul ke jana
phulo kaa wo mahal banana
bagiyan me miljul ke jana
phulo kaa wo mahal banana
dulha dulhan ban byah rachana
dulha dulhan ban byah rachana
aanchal dhal ko jan me phirna pyara sapna
kaha wo bachpan kaa pyara sapna

hay achanak huwa savera
jag maya ne man ko ghera
hay achanak huwa savera
jag maya ne man ko ghera
ujad gaya wo rain basera
ujad gaya wo rain basera
tut gaya hanso kaa daila
tut gaya hanso kaa daila
kaha wo bachpan kaa pyara sapna

swarg bhari wo prem ki raina
swarg bhari wo prem ki raina
kaha wo bachpan kaa pyara sapna
ab wo din hai naa prem ki rate
yaad magar hai pyar ki bate
ab wo din hai naa prem ki rate
yaad magar hai pyar ki bate
man lene ki bholi ghate
man lene ki bholi ghate
laj bhare tore do naina
laj bhare tore do naina
pyara sapna
lyrics of song Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Adhikar (1937)
Jamuna, P C Barua, Phari Sanyal, Menaka Devi, Barua, Pankaj Mullick, Jagdish Sethi, Rajalaxmi, Vikram KapoorPhari SanyalRashidPankaj MullickP C BaruaAdhikar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type