Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kaha Hai Wo Jinhe Naz Hai In Kinaro Par
3.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Kaha Hai Wo Jinhe Naz Hai In Kinaro Par - कहाँ है वो जिन्हें नाज है इन किनारों पर
kahan hai vo jinhe hai naj in kinaro par
mujhe ganga ki god mein bhi ye baajar mila
mujhe marna mujhe marna hai yar ki gali mein
mujhe marna hai yar ki gali mein
aaj katil se kah de koi
mujhe marna hai yar ki gali mein
mujhe marna hai yar ki gali mein
aaj katil se kah de koi
mujhe marna hai yar ki gali mein

bewafai ka kyun tujhko iljam du
main twayaf hu mera ye anjaal tha
bewafai ka kyun tujhko iljam du
main twayaf hu mera ye anjaal tha
ye badan to bana hai numaish ko hi
jindagi mein teri iska kya kaam tha
kisi ghar mein kisi ghar mein na lagati bhali main
kisi ghar mein na lagati bhali main
are ha phir se kah de koi
mujhe marna hai yar ki gali mein

lal chunari kisi ne udaai nahi
mujhko ghunghru mile chudiyo ki jage
lal chunari kisi ne udaai nahi
mujhko ghunghru mile chudiyo ki jage
main thirkati hun sikko ki jhankaar par
mere jine ki duniyan mein kya hai vajah haye
ye jwani o ye jwani lutane chali main
ye jwani lutane chali main
aur bujdil se kah de koi
mujhe marna hai yar ki gali mein

main shma hun nahi hun chirage karam
teri mahfil mein aane se jal jaaungi
main shma hun nahi hun chirage karam
teri mahfil mein aane se jal jaaungi
janti hun shma ko bujha dega tu
jab jwani ke pahulu mein thal jaungi
pyasi aai o pyasi aai thi pyasi chali main
pyasi aai thi pyasi chali main
are sangdil se kah de koi
mujhe marna hai yar ki gali mein
mujhe marna hai yar ki gali mein
aaj katil se kah de koi
mujhe marna hai yar ki gali mein
mujhe marna hai yar ki gali mein
lyrics of song Kaha Hai Wo Jinhe Naz Hai In Kinaro Par
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aatmaram (1979)
Shatrughan Sinha, Vidya Sinha, Bindiya Goswami, Amjad Khan, Aruna Irani, PranVishweshwar Sharma, M G Hashmat, Prabha ThakurShankar, JaikishanSohanlal KanwarSohan Lal KanwarAatmaram at IMDB      Aatmaram at YouTube     |    Aatmaram at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type