Video of this song from youtube
Advertisement
Kahe Bano Ji Anjaan - काहे बनो जी अंजान
thumb coming soon

3.67 - 9 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Kahe Bano Ji Anjaan - काहे बनो जी अंजान
kahe bano ji anjaan jadoo daal ke
kahe bano ji anjaan jadoo daal ke
jagu main sari sari raat jiya haar ke
kahe bano ji anjaan jadoo daal ke

koi to btaaye mohe kiska kasoor hai
kiska kasoor hai
ankhiyan diwani mera dil majboor hai
dil majboor hai
kaise sahu main ye salone dukh pyar ke
kahe bano ji anjaan jadoo daal ke
kahe bano ji anjaan jadoo daal ke
jagu main sari sari raat jiya haar ke
jagu main sari sari raat jiya haar ke

sapano me aa ke mile naye naye bhesh me
naye naye bhesh me
nadiyan kinare kabhi taaro ke desh me
taaro ke desh me
chl chl jaave ye milan ? ke
kahe bano ji anjaan jadoo daal ke
kahe bano ji anjaan jadoo daal ke
jagu main sari sari raat jiya haar ke
jagu main sari sari raat jiya haar ke
kahe bano ji anjaan jadoo daal ke
lyrics of song Kahe Bano Ji Anjaan
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement