Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 3.67
Total Vote(s) : 3
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Kaisa Chaya Hai Ujala Rasiya - कैसा छाया है आला उजाला रसिया
kaisa chhaya hai aala ujala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala ujala rasiya
manohar pyaara pyaara haan

kaisa kaisa chhaya hai aala ujaala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala
is duniya mein sabkuchh pyaare
phul zamee par upar taare
kudrat hanskar karat ishaare
rang zamaa haan haan
rang zamaa haan haan

kaisa chhaya hai aala ujaala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala ujala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala

kaisa chhaya hai aala ujala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala ujala rasiya
manohar pyaara pyaara haan

kaisa chhaya hai aala ujala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala

naach rahi hai chaandi ki duniya
naach rahi hai chaandi ki duniya
dekh rahi hai sone ka sapna
dekh rahi hai sone ka sapna
aise hi sapne mein beete umariya
aise hi sapne mein beete umariya
rain din haan

kaisa chhaya hai aala ujaala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala ujala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala

ankhiyan mein kyun aaj nashaa hai
ankhyian mein tu jhaank raha hai
moti ke ghar mein heera chhupa hai
moti ke ghar mein heera chhupa hai
paisa bana haan haan
ari maan

kaisa chhaya hai aala ujaala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya hai aala ujala rasiya
manohar pyaara pyaara haan
kaisa chhaya
lyrics of song Kaisa Chaya Hai Ujala Rasiya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Padosi (1941)
Mazhar Khan, Gajanan Jagirdar, Anees Khatoon, Radha Kishan, Lajwanti, Sumitra, Gopal, Balak RamAnees Khatoon, Balwant Singh, Balakram, GopalPandit SudarshanMaster KrishnaraoV ShantaramPrabhatPadosi at IMDB      Padosi at WikipediaPadosi at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type