Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kaise Hai Ye Ajab Kahani - कैसे है ये अजब कहानी
kaisi hai ye ajab kahani
kaisi hai ye ajab kahani daku aur bhagwan ki
paap puny ke bich bhatkate ek insaan ki
kahani daku aur bhagwan ki daku aur bhagwan ki
kaisi hai ye ajab kahani daku aur bhagwan ki
paap puny ke bich bhatkate ek insaan ki
kahani daku aur bhagwan ki daku aur bhagwan ki

hari hari ratata pahuncha wo jaha nagar tha man bavra
man mohan ne raas racha jaha bahti thi jamuna pavan
tere hi chhal se pavan huye parbhu tu wo jamuna maiya
mujhe bta de tu hi kaha hai mera wo krishan kanhaiya
mera wo krishan kanhaiya mera wo krishan kanhaiya

kaha wo hai manmohini murat kaha mere shyam
kuch to bolo bhed kholo darshan shyam
darshan do ghanshyam darshan do ghanshyam
parbhu ko dhundhte bhul gaya wo
parbhu ko dhundhte bhul gaya wo sudh bush apne praan ki
paap puny ke bich bhatkate ek insaan ki
kahani daku aur bhagwan ki daku aur bhagwan ki

sagar tat par aaya tirath jiska dwarika naam
mathura tyaag jaha shayam base ye wohi pavan dhaam
tirth yaatriyo mujhe bata do kaha base gopal re
o mandir ke kaho pujari kaha chhupe partipal re
agar chhupe is murat mein to bahar parkat ho hey natwar
darsh dikha ke paas mein aake tan mein sama jaao o girdhar
hey saans saans meri tumhe pukaare
saans saans meri tumhe pukaare kaha ho kunj bihari

rom rom tera naam rat raha darshan do girdhari
darshan do girdhari darshan do girdhari
gopal krishan hare hare krishan
gopal krishan hare hare krishan
gopal krishan hare hare krishan
gopal krishan hare hare krishan
dekhe kab raksha karta hai dekhe kab raksha karta hai
parbhu bhakt ke aan ki
paap puny ke bich bhatkate ek insaan ki
kahani daku aur bhagwan ki daku aur bhagwan ki
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Daku Aur Bhagwan (1975)
Ashish Kumar, Sushma, Shahu Modak, Jairaj, B M Vyas, Mahipal, S N Tripathi, Bhagwan, MadhumatiSuman Kalyanpur, Bhupinder Singh, Sulochana Vyas, Jaiwant Kulkarni, Anand Kumar CBharat VyasAvinash VyasDhirubhai DesaiBhupen DesaiDaku Aur Bhagwan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type