Video of this song from youtube
Kaise Jiyunga Main Agar Tu Na Bani Meri Sahiban - कैसे जिऊंगा मैं अगर तू ना बनी मेरी साहिबां
SingerJolly Mukherjee, Anuradha Paudwal
Music byShiv Hari
LyricistAnand Bakshi
Actor
CategoryRaag Based Songs, Raga - Pahadi
MovieSahibaan (1993)
Lyrics of Kaise Jiyunga Main Agar Tu Na Bani Meri Sahiban - कैसे जिऊंगा मैं अगर तू ना बनी मेरी साहिबां
kaise jiyunga main
kaise jiyunga main agar tu na bani meri sahiban
meri sahiban, meri sahiban ho
dub marungi main agar main na bani teri sahiban
teri sahiban, teri sahiban
laakho hazaaro me saiya maine chun liya
laakho hazaaro me saiya maine chun liya
laakho hazaaro ne faisala ye sun liya
ek dooje ke vaaste ham bane mere saajana
meri sahiban, teri sahiban
raate guzarati hain saari raat jaag ke
raate guzarati hain saari raat jaag ke
dil chaahe a jaau ghar se main bhaag ke
ghar se main bhaag ke
o aana magar doli me baith kar meri sahiban
meri sahiban, teri sahiban, meri sahiban
kahati hai kya mujhse paayal tere paanv ki
kahati hai kya mujhse paayal tere paanv ki
ek seedhi saadi si ladki main gaanv ki
tere hontho ki baansuri ban gai mere saajana
meri sahiban, teri sahiban
kaise jiyunga main agar tu na bani meri sahiban
meri sahiban, meri sahiban ho
dub marungi main agar main na bani teri sahiban
teri sahiban, teri sahiban, teri sahiban

Comments on song "Kaise Jiyunga Main Agar Tu Na Bani Meri Sahiban"
Marisol Habibi on Monday, October 01, 2012
extremely similar. I would say it's definitely inspired... this song is
better tho and has a better improved tune than the husn song
extremely similar. I would say it's definitely inspired... this song is
better tho and has a better improved tune than the husn song
shikul123 on Thursday, May 24, 2012
music copied from - Husn pahadoka (ram teri ganga maili- lata and suresh wadkar)
raag pahadi
music copied from - Husn pahadoka (ram teri ganga maili- lata and suresh wadkar)
raag pahadi
kiney0713 on Saturday, November 05, 2011
awesome.. old memories... thanks poster srijanag (and Anuradha Paudwal and
Mhmd. Aziz?)
awesome.. old memories... thanks poster srijanag (and Anuradha Paudwal and
Mhmd. Aziz?)
Amit Raj on Wednesday, October 31, 2012
arey yaar theka same hai raag same hai to ek jaisa hi lagega na. lekin copy
nahi hai.
arey yaar theka same hai raag same hai to ek jaisa hi lagega na. lekin copy
nahi hai.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

तुम बिन मेरी कौन खबर ले ? कैसे जिऊंगा मैं...?? अगर तू न बनी मेरी
साहिबाँ. my dream song