Video of this song from youtube
Kaise Kahu Man Ki Bat - कैसे कहूँ मन की बात
screen shot of song - Kaise Kahu Man Ki Bat

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Kaise Kahu Man Ki Bat - कैसे कहूँ मन की बात
kaise kahu mann ki baat, baat re
kaise kahu mann ki baat sajan se
kaise kahu mann ki baat
ho o o baat mein mann ke keh nahi paau
baat mein mann ke keh nahi paau
laaj na chhod e saath re
kaise kahu mann ki baat, baat re
kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

achara sambhaaru kabhi achara sambhaaru
achara sambhaaru kabhi it utt dekhu
jab koyi dekhe nahi tabhi utt dekhu
baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhod e saath re
kaise kahu mann ki baat, baat re
kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

samajhat naahi akhiyan ke ishaare
jhuki jhuk jaati hai sharm ke maare
baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhod e saath re
kaise kahu mann ki baat, baat re
kaise kahu mann ki baat , mann ki baat mann ki baat
lyrics of song Kaise Kahu Man Ki Bat
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films