Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kajarwa Ne Mare Kayi Naujawan
3.00 - 3 votes
Reena RoyDance Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Kajarwa Ne Mare Kayi Naujawan - कजरवा ने मारे कई नौजवान
kajarwa ne maare
kajarwa ne maare kai naujawan
gajarwa ne le li hazaaro ki jaan
marne walo ki
o marne walo ki halat pe, main to hansti rahi
na main pakdi gayi na main jakdi gayi
na main pakdi gayi na main jakdi gayi
kajarwa ne maare kai naujawan
gajarwa ne le li hazaaro ki jaan
marne walo ki
o marne walo ki halat pe, main to hansti rahi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
kajarwa ne maare, kai naujawan

kajarwa ne maare, kai naujawan
ye jo hatho pe mehandi ka rang hai
khun kiye hai sabut mere sang hai
ye jo hatho pe mehandi ka rang hai
khun kiye hai sabut mere sang hai
jaan lene ka ye bhi to, ek hasi dhang hai
jaan lene ka ye bhi to, ek hasi dhang hai
kaatil hoke bhi
ho kaatil hoke bhi, logo ke dil me basti rahi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
kajarwa ne maare, kai naujawan

maine palko me rakhi katar hai
meri najro me mera shikar hai
maine palko me rakhi katar hai
meri najro me mera shikar hai
dekh baaho ki fansi, o raja taiyar hai
dekh baaho ki fansi, o raja taiyar hai
bina janjiro ke
o bina janjiro ke, sabko main kasti rahi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
na main pakdi gayi
lyrics of song Kajarwa Ne Mare Kayi Naujawan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Daku Aur Mahatma (1977)
Rajendra Kumar, Reena Roy, Kabir Bedi, Yogita Bali, Raza Murad, Jairaj, Jankidas, Master AbbasAsha Bhosle, Hemlata, Amit Kumar, Mahendra Kapoor, Jaspal Singh, Mohammed RafiRavindra JainRavindra JainRavikant NagaichDaku Aur Mahatma at IMDB      Daku Aur Mahatma at WikipediaDaku Aur Mahatma at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type