Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 20 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Kal Bhi Man - कल भी मन अकेला था आज भी अकेला है
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
jaane meri kismat ne kaisa khel khela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai

dhundhte ho tum khusbu kagaze ghulabo me
dhundhte ho tum khusbu kagaze ghulabo me
pyaar sirf milta hai aaj kal kitabon me
pyaar sirf milta hai aaj kal kitaabon me
dhundhte ho tum khusbu kagaze ghulabo me
pyaar sirf milta hai aaj kal kitaabon me
rishte naate jhuthe hain swarth ka jhamela hai
jaane meri kismat ne kaisa khel khela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai

zindgi ke mandap me har khushi kuwari hai
zindgi ke mandap me har khushi kuwari hai
kisse maangne jaaye har koi bhikhari hai
kisse maangne jaaye har koi bhikhari hai
zindgi ke mandap me har khushi kuwari hai
kisse maangne jaaye har koi bhikhari hai
kah kaho ki aankho mein aansuo ka rela hai
jaane meri kismat ne kaisa khel khela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
jaane meri kismat ne kaisa khel khela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
kal bhi man akela tha aaj bhi akela hai
lyrics of song Kal Bhi Man
Comments on song "Kal Bhi Man"
zayid mansyur on Thursday, July 10, 2014
So sweet songs
Ali Jaafar on Wednesday, July 31, 2013
Magnifique jaime
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Asar (Album) (1989)
Manhar Udhas, Anuradha PaudwalK Razdan
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type