Video of this song from youtube
Kal Ka Har Sapna Hame, Aaj Pyara Sa Lage
Lyrics of Kal Ka Har Sapna Hame, Aaj Pyara Sa Lage
kal ka har sapna
hume aaj pyara sa lage

kal ka har sapna
hume aaj pyara sa lage

kal to dekha hi nahi
or hamara sa lage

kal ka har sapna
hume aaj pyara sa lage

kal to dekha hi nahi
or hamara sa lage

kal ka har sapna

rishte pyar ke
manjil sath chale
rishte pyar ke
manjil sath chale
pav behake toh hume
ek sahara sa mile

kal ka har sapna
hume aaj pyara sa lage

kal ka har sapna

dil ne gabra ke jisse
ek tufan kaha
dil ne gabra ke jisse
ek tufan kaha
ab tufan hume
ek nara sa lage

kal ka har sapna
hume aaj pyara sa lage

kal to dekha hi nahi
or hamara sa lage

humko apni hi nazar
na lage aaj kahi
humko apni hi nazar
na lage aaj kahi
hum jidar dekhe udhar
ye ishara sa lage

kal ka har sapna
hume aaj pyara sa lage

kal ka har sapna
hume aaj pyara sa lage

kal to dekha hi nahi
or hamara sa lage

kal ka har sapna
hume aaj pyara sa lage















lyrics of song Kal Ka Har Sapna Hame, Aaj Pyara Sa Lage
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films