Video of this song from youtube
Advertisement
Kal Ke Chand Aaj Ke Sapne - कल के चाँद आज के सपने
Lyrics of Kal Ke Chand Aaj Ke Sapne - कल के चाँद आज के सपने
kal ke chaand aaj ke sapne
humko pyar bahut tha pyar
laal tumhare dam se hi kal
jagmag hoga ye sansaar
kal ke chaand aaj ke sapne
humko pyar bahut tha pyar
aankh micholi khelega kal
tumse aangan mera
sang tumhare laut ayega
rutha bachapan mera
rutha bachapan mera
kab tak na baat karenge
ye darwaje ye diwaar
laal tumhare dam se hi kal
jagmag hoga ye sansaar
kal ke chaand aaj ke sapne
humko pyar bahut tha pyar
nain tumhare chand or suraj
nain tumhare chand or suraj
tumse jivan jyoti
sada meri palko me rahna
mere man ke moti
mere man ke moti
ek baar maa kahne par hum
nyochhawar hoge sau bar
laal tumhare dam se hi kal
jagmag hoga ye sansaar
kal ke chaand aaj ke sapne
humko pyar bahut tha pyar
humko pyar bahut tha pyar
laal tumhare dam se hi kal
jagmag hoga ye sansaar
kal ke chaand aaj ke sapne
humko pyar bahut tha pyar
aankh micholi khelega kal
tumse aangan mera
sang tumhare laut ayega
rutha bachapan mera
rutha bachapan mera
kab tak na baat karenge
ye darwaje ye diwaar
laal tumhare dam se hi kal
jagmag hoga ye sansaar
kal ke chaand aaj ke sapne
humko pyar bahut tha pyar
nain tumhare chand or suraj
nain tumhare chand or suraj
tumse jivan jyoti
sada meri palko me rahna
mere man ke moti
mere man ke moti
ek baar maa kahne par hum
nyochhawar hoge sau bar
laal tumhare dam se hi kal
jagmag hoga ye sansaar
kal ke chaand aaj ke sapne
humko pyar bahut tha pyar
Comments on song "Kal Ke Chand Aaj Ke Sapne"
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement


My joy knows no bounds to find this rare song - sounds very beautiful also. Thank you