Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kal Ki Fikar KaregaRajesh Khanna, Rekha

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.44
Total Vote(s) : 9
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Kal Ki Fikar Karega - कल की फिकर करेगा
kal ki fikar karega jo wo diwana hoga
kal ki fikar karega jo wo diwana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
kal ki fikar karega jo wo diwana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga

jine ka sokh hai to jindagi ko lut lo
jine ka sokh hai to jindagi ko lut lo
pine ka sokh hai sagar kisi ka chin lo
is jawani ki tarah ek kahani ki tarah
is jawani ki tarah ek kahani ki tarah
kal ye sagar hoga na ye mehkhana hoga
kal ye sagar hoga na ye mehkhana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga

mil jate tum ye pyar hum na lutte
mil jate tum ye pyar hum na lutte
hum dil na todte to dil na tute
kya kare hum kya kare kya jiye hum kya mare
kya kare hum kya kare kya jiye hum kya mare
ye khilone tod ke dil bahlana hoga
ye khilone tod ke dil bahlana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
kal ki fikar karega jo wo diwana hoga
jindagi hai aaj ka din kal marna hoga
jindagi hai aaj ka din kal marna hoga
lyrics of song Kal Ki Fikar Karega
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bhola Bhala (1978)
Rajesh Khanna, Rekha, Moushmi Chatterjee, Aruna Irani, Deven Verma, Joginder, Ramesh Deo, Pinchoo Kapoor, Satyen Kappu, Heena Kausar, Sulochna, Sarla Yogelkar, Jagdeep, V Gopal, JankiAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata MangeshkarAnand BakshiR D BurmanSatpalV GopikrishnaBhola Bhala at IMDB      Bhola Bhala at WikipediaBhola Bhala at YouTube     |    Bhola Bhala at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type