Video of this song from youtube
Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Kal Nahin Tha Vo Kya Hai Aaj Ye, Char Hii Din Ki Thi Ye Rahaguzar - कल नहीं था वो क्या है आज ये, चार ही दिन कि थी ये रहगुज़र
kal nahi tha vo kya hai aaj ye
kah gayi ye havaye kya mujhe
kahi ye khwab to nahi kahi ye pyar to nahi
hardam aas ho gayi kyun man me
kal nahi tha vo kya hai aaj ye
kah gayi ye havaye kya mujhe
ye kya haal ho gaya mujhko ye kya ho gaya
hardam aas ho gayi kyun man me

hai khuda bhi kaha ma ki mamta bina
svapn aate nahi pyar jage bina
hai kaha ye mohabbat chahto ke bina
dhadkano ki zuba dhadkano ne suni
uth raha hai dhua aag to hai vahi
pyar milta jaha par zindagi hai vahi
kal nahi tha vo kya hai aaj ye
kah gayi ye havaye kya mujhe
kahi ye khwab to nahi kahi ye pyar to nahi
hardam aas ho gayi kyun man me
kal nahi tha vo kya hai aaj ye
kah gayi ye havaye kya mujhe

aasman hai jaha hai sitare vaha
chandni hai jaha chandrma hai vaha
mazile hai vahi pe pyar hota jaha
pyar ki rah me aap jo mil gaye
rah me hazaro deep kyun jal gaye
aaj kyun mere man me phul khil gaye
kal nahi tha vo kya hai aaj ye
kah gayi ye havaye kya mujhe
kahi ye khwab to nahi kahi ye pyar to nahi
hardam aas ho gayi kyun man me
kal nahi tha vo kya hai aaj ye
kah gayi ye havaye kya mujhe
ye kya haal ho gaya mujhko ye kya ho gaya
hardam aas ho gayi kyun man me
lyrics of song Kal Nahin Tha Vo Kya Hai Aaj Ye, Char Hii Din Ki Thi Ye Rahaguzar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Vishwa Vidhaata (1997)
Jackie Shroff, Ayesha Jhulka, Pooja Batra, Sharad Kapoor, Aashish Vidyarthi, Vikas Anand, Rakesh Bedi, Avtar Gill, Mushtaq Khan, Vishwajeet Pradhan, Tej SapruHariharan, Kavita Krishnamurthy, S.P.Balasubramaniam, Sujata Trivedi, Udit NarayanMehboob, P.K. MishraA R RahmanYaseen LatiwalaVishwa Vidhaata at IMDB      Vishwa Vidhaata at WikipediaVishwa Vidhaata at YouTube     |    Vishwa Vidhaata at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type