kangana pahna maine ghunghru wala
kangana pahna maine ghunghru wala
are re diya kisi ne lake diya
maine pahan liya
chori to nahi ki daka to nahi dala
chori to nahi ki daka to nahi dala dala
kangana pahna maine ghunghru wala
kangana pahna maine ghunghru wala
payal hai pag me to kajal tirchi najar me
upar se sone ki ek janjir kamar me
ab ghunghru bajake jara chand dikhlake
mai jo aayi to gazab kya kiya
chori to nahi ki daka to nahi dala dala
kangana pahna maine ghunghru wala
kangana pahna maine ghunghru wala
aisa kya har koi thame kalai meri
lakho ka mol kare ek angdayi meri
jag mera matwala maine aisa jadu dala
jadu dala to sitam kya kiya
chori to nahi ki daka to nahi dala dala
kangana pahna maine ghunghru wala
kangana pahna maine ghunghru wala
dil mera jisne liya hai wo koi ek chaila
albela dikhta hai bhari mahfil me akela
bana mera hamjoli mai bhi kuch nahi boli
nahi boli to julm kya kiya
chori to nahi ki daka to nahi dala
chori to nahi ki daka to nahi dala dala
kangana pahna maine ghunghru wala
kangana pahna maine ghunghru wala
Hmmm Rekha jee Kya Lagti hai thnx 4 this wonderful song Payal Hai Pag Mein
To Kajal Teerchi Nazar Mein Upar Se Sone Ki Ek Zanjeer Kamar Mein Chro To
Nahin Ki Dhaka To Nahin Dala Kangna Pehna Maine Ghungroowala Shoo Shweeeet