Video of this song from youtube
Advertisement
Kanhaiya Tu Naiyya Ko Paar Laga De - कन्हैया तू नैया को पार लगा दे
Lyrics of Kanhaiya Tu Naiyya Ko Paar Laga De - कन्हैया तू नैया को पार लगा दे
kanhaiya tu naiya ko paar laga de
kanhaiya tu naiya ko paar laga de
main aai hun dar pe tere
main aai hun dar pe tere
o girdhaari bigdi bana de
kanhaiya tu naiya ko paar laga de
kanhaiya tu naiya ko paar laga de

mamta ka moti, naino ka tara
mera sahara tere hawale
mujhko jaha se maalik utha le
usko bacha le o murli waale
sharan me padi hun mere laal ko bacha de
kanhaiya tu naiya ko paar laga de
kanhaiya tu naiya ko paar laga de
main aai hun dar pe tere
main aai hun dar pe tere
o girdhaari bigdi bana de
kanhaiya tu naiya ko paar laga de
kanhaiya tu naiya ko paar laga de
kanhaiya tu naiya ko paar laga de
lyrics of song Kanhaiya Tu Naiyya Ko Paar Laga De
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement