Video of this song from youtube
Karo Ye Sanam Aaj Vada - करो ये सनम आज वादा
Lyrics of Karo Ye Sanam Aaj Vada - करो ये सनम आज वादा
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada
aise hum khoye teri chaho me
jiyenge marenge teri bahoo me
apna bhi yahi hai irada
saath rahenge sada
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada
aise hum khoye teri chaho me
jiyenge marenge teri bahoo me
apna bhi yahi hai irada
saath rahenge sada

holi ka din hai suhana
rango me ab dub jaana
aao magan hoke jhumo
milke rangeen sapne sajao
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada

chahat ke rango se rang do
tum aaj meri chunariya
hey teri chunri ke sang rang dunga
pyar se teri baali umariya
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada

duniya bhale rang badle
tum rang ab na badalna
ho haske mere sang chalenge
chahe angaro par ho chalna
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada
karo ye sanam aaj vada
saath rahenge sada
ho aise hum khoye teri chaho me
jiyenge marenge teri bahoo me
apna bhi yahi hai irada
saath rahenge sada
lyrics of song Karo Ye Sanam Aaj Vada
Comments on song "Karo Ye Sanam Aaj Vada"
Kamoldip on Wednesday, August 11, 2010
Nice. Thanx for uploading such a song, Pls care the VDO quality.
G. Hari on Wednesday, December 09, 2009
long live anuradhaji...xcellent voice.
WaqtKate on Sunday, June 28, 2009
THANK YOU SO MUCH!!
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films