Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.82 - 11 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kas Ke Na Dalo - कस के ना डालो
uyi maa
kas ke na dalo haye
kas ke na dalo uyi maa tut jayegi
ho kas ke na dalo tut jayegi
hari chudi ye kaanch ki
kas ke na dalo tut jayegi
hari chudi ye kaanch ki
dhire se pyar se chadhaunga
main to dhire se pyar se chadhaunga
mujhe kasam ram ki
kas ke na dalo haye
kas ke na dalo uyi maa
kas ke na dalo

bolo to sabun laga lu kya
mera pasina kafi hai
jaldi se dalo to jaan chhue
are thode dard ki mafi hai
khun ki nadiya haye
khun ki nadiya bah jayegi
ghusi jo chudi kaanch ki
kas ke na dalo haye
kas ke na dalo uyi maa
kas ke na dalo

haye haye
kalaiya tut gayi
ari haldi kalaiya me mal dunga ha
itni na taqat laga julmi
taqat bina kaise dalunga
ram kasam haye
ram kasam marwaegi
bairi chudi ye kaanch ki
kas ke na dalo haye
kas ke na dalo uyi maa
kas ke na dalo

chudi chadha mujhpe girta hai kyu
tujhpe girunga to kya lunga
ab to subah se sahm huyi
are sone se pahle chadha
lene ke dene haye
lene ke dene padwaegi
mari chudi ye kaanch ki
dhire se pyar se chadhaunga
main to dhire se pyar se chadhaunga
ho mujhe kasam ram ki
kas ke na dalo haye
kas ke na dalo uyi maa
kas ke na dalo
lyrics of song Kas Ke Na Dalo
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Andheri Raat Mein Diya Tere Haath Mein (1986)
Dada Kondke, Usha Chavan, Dina Pathak, Amjad Khan, Mehmood, Yunus Parvez, Bhagwan, Viju Khote, ManmoujiMahendra Kapoor, Shaila ChikhaleBal Kishan PuriRam LakshmanDada KondkeDada KondkeAndheri Raat Mein Diya Tere Haath Mein at IMDB      Andheri Raat Mein Diya Tere Haath Mein at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type