Video of this song from youtube
Kaun Hai Tu - कौन है तू
Lyrics of Kaun Hai Tu - कौन है तू
ye saanse tharr tharaye jo tu thaame mujhko
kya hai tu koi sapna ya apna koi dil ke jo pass ho
aa rahi hu main tu khinche meri dor
hu karib main hu ab main teri aur
dil mein baaten jo dabi hai kehni hai sab tujhse
jo dil mein hai tere aa kehde tu mujhse
tu kaun hai ? mujhe batla tu
tu kaun hai ? jhalak dikha
kya tu wahi hai jiska mujhe tha intezaar
kaun haihai kyu chipa
ha..
jo aaj hai yakin woh na kabhi tha mujhko
khud se rahe hamesha na jane kitne gile mujhko
kyu alag hu sabse itni kyu auro si nahi
kya aaj hi jawab bhi mil jayenge mujhko
tu kaun hai ?
na darr na fikar hai
main chal du le chal jaha
ho na ho na rabta koi to hai apna
tu kaun hai?
sach kar sapna
tu aabhi ja dekhu tujhko
kyu hai teri chahat mujhko
tu aabhi ja dekhu tujhko
kyu hai teri chahat mujhko
na kiya jal mwin chup jao
gale laga
haan janu main tuhi meri takat
maanu main mere hai ham mann
kya tujhe hai khud pe aitbar
hai aitbaar tu kaun hai?
haa..
kya hai tu koi sapna ya apna koi dil ke jo pass ho
aa rahi hu main tu khinche meri dor
hu karib main hu ab main teri aur
dil mein baaten jo dabi hai kehni hai sab tujhse
jo dil mein hai tere aa kehde tu mujhse
tu kaun hai ? mujhe batla tu
tu kaun hai ? jhalak dikha
kya tu wahi hai jiska mujhe tha intezaar
kaun haihai kyu chipa
ha..
jo aaj hai yakin woh na kabhi tha mujhko
khud se rahe hamesha na jane kitne gile mujhko
kyu alag hu sabse itni kyu auro si nahi
kya aaj hi jawab bhi mil jayenge mujhko
tu kaun hai ?
na darr na fikar hai
main chal du le chal jaha
ho na ho na rabta koi to hai apna
tu kaun hai?
sach kar sapna
tu aabhi ja dekhu tujhko
kyu hai teri chahat mujhko
tu aabhi ja dekhu tujhko
kyu hai teri chahat mujhko
na kiya jal mwin chup jao
gale laga
haan janu main tuhi meri takat
maanu main mere hai ham mann
kya tujhe hai khud pe aitbar
hai aitbaar tu kaun hai?
haa..
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
