Video of this song from youtube
Kaun Is Raah Se Guzarta Hain - रंग भर दे अँधेरी रातों मे
Lyrics of Kaun Is Raah Se Guzarta Hain - रंग भर दे अँधेरी रातों मे
rang bhar de andheri raaton me
jane subah vatan vatan me
phool jhadne ki shamat aa pahuchi
na bahare chaman chaman me aaye
kaun is raah se guzarta hai
kaun is raah se guzarta hai
dil yuhi intzar karta hai
kaun is raah se guzarta hai
dil yuhi intzar karta hai
kaun is raah se guzarta hai
kaun is raah se guzarta hai

dekh kar bhi na dekhne wale
dekh kar bhi na dekhne wale
dil tujhe dekh dekh darta hai
dil tujhe dekh dekh darta hai
kaun is raah se guzarta hai
kaun is raah se guzarta hai

dhyaan ki sidhiyo pe pichhle pahar
dhyaan ki sidhiyo pe pichhle pahar
koi chupke se paon dharta hai
koi chupke se paon dharta hai
kaun is raah se guzarta hai
kaun is raah se guzarta hai

dil to mera udas hai nasir
dil to mera udas hai nasir
sahar kyu saanye saanye karta hai
sahar kyu saanye saanye karta hai
kaun is raah se guzarta hai
kaun is raah se guzarta hai
dil yuhi intzar karta hai
kaun is raah se guzarta hai
kaun is raah se guzarta hai

lyrics of song Kaun Is Raah Se Guzarta Hain
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films