Video of this song from youtube
Kaun Sunega Tere Man Ki Pukar - कौन सुनेगा तेरे मन की पुकार
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Kaun Sunega Tere Man Ki Pukar - कौन सुनेगा तेरे मन की पुकार
man ki pukaar tere
man ki pukaar
kaun sunega tere man ki pukaar
kaun sunega tere man ki pukaar
man ki pukaar tere man ki pukaar
kaun sunega tere man ki pukaar
man ki pukaar tere man ki pukaar

haar gaye, haar gaye naina tere
panth nihaar ae re panth nihaar
kaun sunega tere man ki pukaar
man ki pukaar tere man ki pukaar
jinke liye main na bairagi
jinke liye main na bairagi
gaye dwaarka mathura jogi
kya na khulenge kabhi dwaarka ke dwaar
ho kya na khulenge kabhi dwaarka ke dwaar
man ki pukaar tere man ki pukaar
sab jag taj kar jogan taj par
sab jag taj kar jogan taj par
chal de naam hari ka bhaj kar
khul gaye man ke band kiwaad
khul gaye man ke band kiwaad
man ki pukaar tere man ki pukaar
kaun sunega tere man ki pukaar
man ki pukaar tere man ki pukaar
lyrics of song Kaun Sunega Tere Man Ki Pukar
Comments on song "Kaun Sunega Tere Man Ki Pukar"
TheDeepakp on Wednesday, January 15, 2014
Film cast: Bharat Bhushan, NargisK.N. Singh, P. Jairaj
Singer: Manna Dey, Geeta Dutt, Talat Mahmood, Lata Mangeshkar, Asha Bhosle,
Rajkumari
Lyricist: Narendra Sharma
Music Director: S K Pal, C Ramachandra
Film Director: Jairaj
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films