kehta hai dil yahi baar baar
ha kehta hai dil yahi baar baar
tumhara hi mujhko tha intzaar
lo ho gaya tumse pyar ho gaya
lo ho gaya tumse pyar ho gaya
yu to mere paas kuch bhi nahi
par aankho mein kitne mere khaab hai
khushboo tere dil ki aane lagi
to chanda sitare bhi ab saath hai
kehta hai dil yahi baar baar
tumhara hi mujhko tha intzaar
lo ho gaya tumse pyar ho gaya
lo ho gaya tumse pyar ho gaya
jeene ki tu hi to muskaan hai
ab lagta safar kitna aasaan hai
yaaro mein, tu meri pehchaan hai
tu sang mein chale to meri shaan hai
kehta hai dil yahi baar baar
tumhara hi mujhko tha intzaar
lo ho gaya tumse pyar ho gaya
pyar ho gaya
jaisa hit kar rhi thi usse to laga sab out jaega!!! :P