Video of this song from youtube
Advertisement
Khamakhan - खामखाँ
Lyrics of Khamakhan - खामखाँ
aake khwabon mein, chale jaate ho
aake khwabon mein, chale jaate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
hai khabar, tumko bhi, mujhse chahat hai
hai khabar, tumko bhi, mujhse chahat hai
phir bhi kyun nazre tum churate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
bas hawaaon mein ungliyon se
chehra tera banata hoon
bas hawaaon mein ungliyon se
chehra tera banata hoon
haal koi jo mera puchhe
tera haal sunata hoon
ab tujhse milke kehna ha dil se
ki tera hi hona, tera hi hona
waada milne bhool jaate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
hai khwahish ke main tumpe
fidaa karun ye zindagi
hai khwahish ke main tumpe
fidaa karun ye zindagi
imaan dil mein na hota toh
karta teri ki bandagi
ab rab se kehna hai tanha na rehna
tujhko na khona, tujhko na khona
ikraar mein kyun itna kyun itraate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho.
aake khwabon mein, chale jaate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
hai khabar, tumko bhi, mujhse chahat hai
hai khabar, tumko bhi, mujhse chahat hai
phir bhi kyun nazre tum churate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
bas hawaaon mein ungliyon se
chehra tera banata hoon
bas hawaaon mein ungliyon se
chehra tera banata hoon
haal koi jo mera puchhe
tera haal sunata hoon
ab tujhse milke kehna ha dil se
ki tera hi hona, tera hi hona
waada milne bhool jaate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
hai khwahish ke main tumpe
fidaa karun ye zindagi
hai khwahish ke main tumpe
fidaa karun ye zindagi
imaan dil mein na hota toh
karta teri ki bandagi
ab rab se kehna hai tanha na rehna
tujhko na khona, tujhko na khona
ikraar mein kyun itna kyun itraate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho
khamkhan kyun mujhe satate ho.
Comments on song "Khamakhan"
Jitendra Patel on Tuesday, October 20, 2015
all nice songs...♡♡♡♡♡
all nice songs...♡♡♡♡♡
Jitendra Patel on Tuesday, October 20, 2015
zee music is good...
zee music is good...
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement


prem ratan dhan payo is very nice song