Video of this song from youtube
Kho Gaye Hum Kaha - खो गये हम कहाँ
SingerPrateek Kuhad, Jasleen Royal
Music byJasleen Royal
LyricistPrateek Kuhad
ActorKatrina Kaif, Sidharth Malhotra
Category
MovieBaar Baar Dekho (2016)
Lyrics of Kho Gaye Hum Kaha - खो गये हम कहाँ
rooh se behti hui dhun ye ishare de
kuch mere raaz tere raaz aawara se
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
kho gaye hum kahan
rangon sa yeh jahan
tedhe medhe raaste hain
jaadui imaaratein hain
main bhi hoon
tu bhi hai yahan
khoyi soyi sadko pe
sitaron ke kandhon pe
hum naachte udte hain yahan
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
oo ooo
so gayi hain ye saansein sabhi
adhoori si hai kahaani meri
phisal jaayein bhi toh darr na koi
ruk jaane ki zaroorat nahi
kaagaz ke parde hain
taale hain darwajon pe
paani mein doobe huwe
khwaab alfazon ke
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
tedhe medhe raaste hain
jaadui imaaratein hain
main bhi hoon
tu bhi hai yahan
khoyi soyi sadko pe
sitaron ke kandhon pe
hum naachte udte hain yahan
oo ooo… oo ooo… hmm…
kuch mere raaz tere raaz aawara se
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
kho gaye hum kahan
rangon sa yeh jahan
tedhe medhe raaste hain
jaadui imaaratein hain
main bhi hoon
tu bhi hai yahan
khoyi soyi sadko pe
sitaron ke kandhon pe
hum naachte udte hain yahan
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
oo ooo
so gayi hain ye saansein sabhi
adhoori si hai kahaani meri
phisal jaayein bhi toh darr na koi
ruk jaane ki zaroorat nahi
kaagaz ke parde hain
taale hain darwajon pe
paani mein doobe huwe
khwaab alfazon ke
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
kho gaye hum kahan
rangon sa ye jahan
tedhe medhe raaste hain
jaadui imaaratein hain
main bhi hoon
tu bhi hai yahan
khoyi soyi sadko pe
sitaron ke kandhon pe
hum naachte udte hain yahan
oo ooo… oo ooo… hmm…
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

