Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soonGhazals

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 2
New Voting has been disabled for some time.

Lyrics of Khud Ko Behtar - खुद को बेहतर हैं सराबों में भटकता देखूँ
khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu

warna wo pyaas hai mar jau jo dariya dekhu

main hu takdeer ki zulmat ka musafir tanha

roshni ho to kahi apna hi saya dekhu
roshni ho to kahi apna hi saya dekhu
warna wo pyaas hai mar jau jo dariya dekhu
khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu

aaina dekhta hai ehsaas adhurepan ka
aaina dekhta hai ehsaas adhurepan ka
tu jo mil jaye to main apna saraapa dekhu
tu jo mil jaye to main apna saraapa dekhu
warna wo pyaas hai mar jau jo dariya dekhu
khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu

meri parvaaj ki manzil bhi khala hai anjum

khud ko haalat ki sooli pe latakta dekhu
khud ko haalat ki sooli pe latakta dekhu
warna wo pyaas hai mar jau jo dariya dekhu
khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu
khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu
lyrics of song Khud Ko Behtar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Ghazal Ka Mausam (Hariharan) (1981)
HariharanAbdul Hai Anjum, Shahryar, Qabil Ajmeri, Mirza Ghalib, Mir Taqi Mir, Mumtaz RashidUstad Ghulam Mustafa Khan
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type