Video of this song from youtube
Khushboo Ban Tohare - खुशबू बन तोहरे
thumb coming soon

2.88 - 8 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Khushboo Ban Tohare - खुशबू बन तोहरे
khushbu ban
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
tori choukhat pe bite umriya
tori choukhat pe bite umriya
unchi atriya reshmi chunriya
chahun na kuchh bhi sawariya khushbu ban
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
khushbu ban tohare aangan mein mahakun

tu hai nagina agunthi mein jadaungi
fulva tu mera hai jude mein lagaungi
salma sitara hai mang mein sajaungi
tu hai najara mera aankhon mein chhupaungi
chahun na tose nachaniya khushbu ban
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
tori choukhat pe bite umriya
tori choukhat pe bite umriya
unchi atriya reshmi chunriya
chahu na kuchh bhi sawariya khushbu ban
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
khushbu ban tohare aangan mein mahakun

tere naam ki mehandi hantho mein rachaungi
tujhko pyar ke sej pe main sulaungi
tan man se apne main tujhko rijhaungi
jame mohabbat main hontho se pilaungi
tujhpe ye jannat lutaungi khushbu ban
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
tori choukhat pe bite umriya
tori choukhat pe bite umriya
unchi atriya reshmi chunriya
chahun na kuchh bhi sawariya khushbu ban
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
khushbu ban tohare aangan mein mahakun
khushbu ban tohare aangan mein mahakun


lyrics of song Khushboo Ban Tohare
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films