Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Khushiya Aur Gam Sehti Hai
4.29 - 70 votes
Aamir Khan, Manisha KoiralaSad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Khushiya Aur Gam Sehti Hai - खुशिया और गम सहती है
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
apni kabhi to kabhi ajanabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai

khamoshiyo ki dhimi sada hai
ye zindagi to rab ki dua hai
chu ke kisi ne isko dekha kabhi na
ehsas ki hai khushbhu mehki hawa hai
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai

mann se kaho tum, mann ki suno tum
mann meet koi mann ka chuno tum
kuch bhi kahegi duniya, duniya ki chodo
palko me sajake jhilmil sapne buno tum
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
apni kabhi to kabhi ajnabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
lyrics of song Khushiya Aur Gam Sehti Hai
Comments on song "Khushiya Aur Gam Sehti Hai"
khatpattia on Wednesday, May 27, 2009
MANN se kaho tum
MANN se suno tum
MANNmeet koi
MANN ka chuno tum
Kuch bhi kahe gi duniya, duniya ki chohroo
Pelkon mein such ke jhilmil sapne buno tum.

Yeh poet loog bhi kahaan baith ker sochte hain yar.
Immaculate use of spectecular words
sturdyone111 on Saturday, December 24, 2011
very true... khushiyan aur gham sehti hai, fir bhi yeh chup rehti hai... :)
:'( :) mixed feelings! Lyricist must have faced many types of experiences
in life... Very true to life...!
egergtertert on Wednesday, April 15, 2009
Sanjeev Darshan the music director of this song is a chor - or a theif - an
intelligent one at that - the tune is originally from Paul Cardall - song
Danza Del Amor!
jamrah03 on Tuesday, April 28, 2009
Sedih betul dengar lagu ni, menitis airmata ku bersama kisah yang dipaparkan tadi begitu menyentuh perasaan
laraeisha on Saturday, October 09, 2010
this movie really 2 best..
n this song is the best...
this movie is sad at the end...
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Mann (1999)
Sharmila Tagore, Aamir Khan, Manisha Koirala, Deepti Bhatnagar, Dalip Tahil, Mushtaq Khan, Neeraj Vora, Anil Kapoor, Rani Mukherjee, Satyen Kappu, Anant Mahadevan, Sulabha Deshpande, Yash, Akash, Jay, Richa, Shama Ghesawat, Paresh Ganatra, Mona Parekh, Sheila SharmaAamir Khan, Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hema Sardesai, Kavita Krishnamurthy, Udit NarayanSameerSanjeev, DarshanIndra KumarAshok Thakeria, Indra KumarMann at IMDB      Mann at WikipediaMann at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type