Video of this song from youtube
Khwabon Ki Wo Pari - खोवाबों की वो परी
SingerNeeti Mohan
Music byGaurav Chatterji
LyricistHussain Haidry
ActorTaapsee Pannu
Category
MovieDobaaraa (2022)
Lyrics of Khwabon Ki Wo Pari - खोवाबों की वो परी
khwaab mein thi jo pari
neend tooti toh kho gayi
na zamin na aasmaa
wo hawaon ki ho gayi
zidd hai meri
aankho ki ye
phir se mile
aa kar mujhe
khwaabon ki wo pari
ik nishaa rah gaya
mere zahan par wahi
chhoo gayi thi
jaha zindagi
puchte fir rahe
sare sawaalon mein hum
hai bhala ab
kaha zindagi
zid hai meri
saanson ki yeh
phir se unhein
aa thaam le
khwabon ki wo pari
khwabon ki wo pari
khwabon ki wo pari
khwaab mein thi jo pari
neend tooti toh kho gayi
na zamin na aasmaa
wo hawaon ki ho gayi
zidd hai meri
aankho ki ye
phir se mile aa
kar mujhe
khwaabon ki wo pari
neend tooti toh kho gayi
na zamin na aasmaa
wo hawaon ki ho gayi
zidd hai meri
aankho ki ye
phir se mile
aa kar mujhe
khwaabon ki wo pari
ik nishaa rah gaya
mere zahan par wahi
chhoo gayi thi
jaha zindagi
puchte fir rahe
sare sawaalon mein hum
hai bhala ab
kaha zindagi
zid hai meri
saanson ki yeh
phir se unhein
aa thaam le
khwabon ki wo pari
khwabon ki wo pari
khwabon ki wo pari
khwaab mein thi jo pari
neend tooti toh kho gayi
na zamin na aasmaa
wo hawaon ki ho gayi
zidd hai meri
aankho ki ye
phir se mile aa
kar mujhe
khwaabon ki wo pari
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
