Video of this song from youtube
Khwabon Ko Ankhon Mein - खाबों को आँखों में
SingerAditi Paul, Shail Hada
Music byShail Pritesh
LyricistA. M. Turaz
Actor
Category
MovieDil Jo Na Keh Saka (2017)
Lyrics of Khwabon Ko Ankhon Mein - खाबों को आँखों में
khawabo ko aankhon me jagata koi seene se needenin laga ke
raaton ko dhere se sulata koi chahat ke thapki dila ke
tooti padi hai badan me mere
mohabbat ke kitni angdaiya aanken khule aur chule mujhe
chahta hai dil ye ruswaiya o khawabo ko aankhon me jagata koi seene se needenin laga ke
nazro ki chubte hai teer hazaro
marham laga do baharo
humdardiyo ke sada se pukaro
nazar se na apni utaro
hoton pe rakhi rahi meri ye baat meri wo baat
kisi kahe na kabhi jaake wo khawabo ko aankhon me jagata koi
seene se needenin laga ke raaton ko dhere se sulata koi
chahat ke thapki dila ke
hee hai jagado sulado khawbo ko
hai khawbo ko padhle kitabein isharo ki dilbar
sab likh diya hai hamara
suljha do mujhko bhi uljhi hui hu
ehsan hoga tumhara
banke paheli rahi meri ye raat meri wo raat
kisi se hui na ye subah khawabo ko aankhon me jagata koi

chahat ke thapki dila ke tooti padi hai badan me mere

chahta hai dil ye ruswaiya khawabo ko aankhon me jagata koi
seene se needenin laga ke

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films