Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Khwaja Mere Khwaja - ख्वाजा मेरे ख्वाजा
naseeb walo ko ajmer bulate khawaja
nek bando pe apna rahem lutaate khawaja
muinudeen ke dar pe koi na chhota na bada
jo hai insaan bada usko chaahte khawaja

khawaja mere khawaja, ae khawaja
aaye tere dar pe, ae khawaja
har mulk aur majhab ke
insaa shoharat teri, sun ke ae khawaja
ek nur-e-illahi hai khawaja
eh-shaan khudai hai khawaja
ek khuda ki nemat duniya ko
us rab ki gawahi hai khawaja
khawaja mere khawaja, ae khawaja
aaye tere dar pe, ae khawaja
har mulk aur majhab ke
insaa shoharat teri, sun ke ae khawaja
ae khawaja, ae khawaja
mere khawaja, ae khawaja
ae khawaja, ae khawaja
mere khawaja, ae khawaja

ho tu nawazish karna, jholiya bhar dena
hai hamari binti ardaas sun lena, khawaja
aaye tere dar pe, dur se hum chal ke
mannate hum sab ki tu puri kar dena
akiddat ki chaadar hum chadhane aaye hai
tere dar pe sar ko hum jhukane aaye hai

hai banda parvar, tu khawaja
duniya ki sikandar, tu khawaja
ab arj hamari sun le ke
apna bhi mukadaar tu khawaja
ek nur-e-illahi hai khawaja
eh-shaan khudai hai khawaja
ek khuda ki nemat duniya ko
us rab ki gawahi hai khawaja
ae khawaja, ae khawaja
mere khawaja, ae khawaja
ae khawaja, ae khawaja
mere khawaja, ae khawaja

khawaja mere khawaja
khawaja mere khawaja
khawaja mere khawaja

tu ali hai khawaja, bandagi hai khawaja
jaanti hai duniya, chishti ka kyaa kehna
hum sawali tere, hum bhikhari tere
hum hai tere khaadeem, dar pe tere rahna
tu hamari zindagi aabad kar dena
hai fali tu apna beda paar kar dena

ho kar yaha par, kar yaha par
kar yaha par gunaah se tauba
kisi bekas ki aah se tauba
kisi ka dil dukha ke haasil ho
aisi har ek chaah se tauba

tauba tauba tauba
tauba meri tauba, tauba
tauba tauba tauba, tauba kije tauba
tauba gunaho se tauba
tauba un chaaho se tauba
bhatka de manzil se apni
taub un raaho se tauba
kisi ka dil dukha ke haasil ho
aisi har ek chaah, aisi har ek chaah
aisi har ek chaah se tauba

ab chaahenge tujh ko khawaja
teri har chaahat ko khawaja
sab jante hai uska jalwa
wo janta hai sab ko khawaja
ek nur-e-illahi hai khawaja
eh-shaan khudai hai khawaja
ek khuda ki nemat duniya ko
us rab ki gawahi hai khawaja
ae khawaja, ae khawaja
mere khawaja, ae khawaja
ae khawaja, ae khawaja
mere khawaja, ae khawaja
ae khawaja, ae khawaja
mere khawaja, ae khawaja
ae khawaja, ae khawaja
mere khawaja, ae khawaja
lyrics of song Khwaja Mere Khwaja
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Kachchi Sadak (2006)
Rahul Singh, Parmita Katkar, Mithun Chakraborty, Amrish Puri, Madhoo, Mukesh Tiwari, Rahul Dev, Aman Verma, Govind Namdeo, Sharat Saxena, Tinu Anand, Anant Jog, Palak Jain, Narendra N Jha, Bharat Bhushan, Jay Soni, PalakAdnan Sami, K K, Shreya Ghoshal, Udit Narayan, Vinod RathodPrabha ThakurUttam SinghSanjay D SinghKachchi Sadak at IMDB      Kachchi Sadak at WikipediaKachchi Sadak at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type