Video of this song from youtube
Kirchiyaan - किरचियाँ
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Kirchiyaan - किरचियाँ
kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa
he saanso me chubti hai rishto ki
kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa
naazi se aati hai yaado ki hickiyaan
kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa

waqt laaye kabhi aise halaat me
ho jaaye sab fana ek hi raat me
waqt laaye kabhi aise halaat me
ho jaaye sab fana ek hi raat me

band ho jaaye khwaabo ki sab khidkiyaa
kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa
naazi se aati hai yaado ki hickiyaan
kirchiyaa, kirchiyaa

itni bebas kare ajnabi khwaaishe
tuti jaaye sabhi faasle bandishe
itni bebas kare ajnabi khwaaishe
tuti jaaye sabhi faasle bandishe
jaane anjaane kar baithe hum galtiyaan

kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa
saanso me chubti hai rishto ki
kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa
naazi se aati hai yaado ki hickiyaan
kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa
lyrics of song Kirchiyaan
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films