Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Kis Pe Jan Dijiye, Har Chehra Hai Pyara - इन हसीनों का लड़कपन है वही या अल्ला
inn hasino kaa ladhakpan hai wahi ya alla
hosh aata hai toh aata hai jalana dil kaa
kis pe jan dijiye har chehara hai pyara chehara

bag me phool hai kamare me tumhara chehara

kis pe jan dijiye

jab bhi chahoge akele me bhulana hamko
jab bhi chahoge akele me bhulana hamko
jab bhi chahoge akele me bhulana hamko
aaina todake nikalega hamara chehara
aaina todake nikalega hamara chehara
bag me phool hai kamare me tumhara chehara
kis pe jan dijiye har chehara hai pyara chehara
kis pe jan dijiye

kash woh khidaki phir ek bar hawa se khul jaye

kash aankho najar aaye dobara chehara
kash aankho najar aaye dobara chehara
bag me phool hai kamare me tumhara chehara
kis pe jan dijiye har chehara hai pyara chehara
kis pe jan dijiye

itane chehare the sare rah ke kuchh yad nahi

le gaya bhid me kaon aa ke hamara chehara
le gaya bhid me kaon aa ke hamara chehara
bag me phool hai kamare me tumhara chehara
kis pe jan dijiye har chehara hai pyara chehara
kis pe jan dijiye har chehara hai pyara chehara
bag me phool hai kamare me tumhara chehara
kis pe jan dijiye
lyrics of song Kis Pe Jan Dijiye, Har Chehra Hai Pyara
Comments on song "Kis Pe Jan Dijiye, Har Chehra Hai Pyara"
dharmendra tripathi on Friday, February 13, 2015
gajal mins jagjeet singh,pankajudas ji,,,,,,,,,,,,,kya kahe sunte hi kho
jate hai,,,,,
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Ishq Nachaye (Pankaj Udhas) (1986)
Pankaj Udhas
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type