Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 12 votes
Madhubala
Video of this song from youtube
Lyrics of Kismat Me Khushi Ka Naam Nahi - किस्मत में खुशी का नाम नहीं
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi
ae gam ke savere tu hi bata
ae gam ke savere tu hi bata
is subah ki koi sham nahi
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi

aisa bhi koi nashad na ho
aisa bhi koi barbad na ho
aisa bhi koi nashad na ho
aisa bhi koi barbad na ho
kya sah hasi maalum nahi
rone ke siwa kuch kaam nahi
ae gam ke savere tu hi bata
ae gam ke savere tu hi bata
is subah ki koi sham nahi
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi

dukh dard ki kaali raate hai
dil todne wali baate hai
dukh dard ki kaali raate hai
dil todne wali baate hai
ye kaun sa gam hai ae kismat
ye kaun sa gam hai ae kismat
jis gam ka koi anjaam nahi
ae gam ke savere tu hi bata
ae gam ke savere tu hi bata
is subah ki koi sham nahi
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi
kismat me khushi ka naam nahi
lyrics of song Kismat Me Khushi Ka Naam Nahi
Comments on song "Kismat Me Khushi Ka Naam Nahi"
kirti kumar Khanna on Thursday, March 17, 2011
i love this song also All saiyaan songs were excellent . sajjad hussain was
a genious music director and lata jee singing aha aha sur hi sur thanks for
uploading
Riaz Ali on Thursday, December 30, 2010
Dil tha, musarratain thein, jawani thi, shauk tha laiken gham e zamana har
ek shay ko kha gaya. A rarest song of film saiyaan-1951. Good rendition.
Sound music.
Ramesh Rawat on Sunday, August 02, 2009
Nice information given. Have heard about Sajjad sahab recently on YT. His
tunes were masterpieces, unfortunately time did not favour him. Is this
correct?
Harjap Aujla on Monday, July 01, 2013
What a great musical composition of the one and only music director Sajjad
Hussain. May his soul rest in peace in heaven.
tmjatala on Friday, July 31, 2009
Is lajwab ganay main Sajjad kay compose keay huey Halchul k ganay Aaj mere
naseeb nein mujh ko rula rula dia ki jhalak numayan hai. Phir isi dhun per
Sajjad nein Sangdil mein Lata se Wo to chalay gaey ae dil yad se un ki pyar
kar gawaya. Sajjad aik vesatile , non compromising aur "mushkil" mosiqar
thay . Unhon ne kum kaam kia lekan aala dajay ka kia. Mayar aur maharat k
lehaz se wo KH khushid Anwar, Anil Biswas aur Naushad ki saf mein shamil
hain
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Saiyan (1951)
Ajit, Sajjan, Madhubala, Raj Mehra, Leela Chitnis, Jayant, Ramesh Thakur, Cuckoo, Abbas, Ramesh Sinha, Amar, Amir AliLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad BegumD N Madhok, Hasrat JaipuriSajjadM SadiqSaiyan at IMDB      Saiyan at WikipediaSaiyan at YouTube     |    Saiyan at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type