Video of this song from youtube
Kitna Rangin Hai Ye Chand Sitaro Ka Sama - कितना रंगीन है ये चाँद सितारों का समां
Lyrics of Kitna Rangin Hai Ye Chand Sitaro Ka Sama - कितना रंगीन है ये चाँद सितारों का समां
kitna rangin hai ye chand sitaro ka sama
aap thakte hi nahi aapki aadat kya hai
is dhamakte hue chehare ki chmak kafi hai
mujhko chand or sitaro ki jarurat kya hai
kitna rangin hai

kuch to mosam ki aadao ka asar le lijiye
mahaki mahaki hawao ka asar le lijiye
aap ki reshami julafo ki mahak kafi hai
aap ki reshami julafo ki mahak kafi hai
mahake mahake se nazaro ki jarurat kya hai
aap thakte hi nahi aapki aadat kya hai
kitna rangin hai
lyrics of song Kitna Rangin Hai Ye Chand Sitaro Ka Sama
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films