Video of this song from youtube
Koi Dukhiyari Aayi Tore Dwar - कोई दुखियारी आई तोरे द्वार
SingerSudha Malhotra
Music byAvinash Vyas
LyricistBharat Vyas
Actor
Category
MovieAndher Nagri Chaupat Raja (1955)
Lyrics of Koi Dukhiyari Aayi Tore Dwar - कोई दुखियारी आई तोरे द्वार
koi dukhiyari aayi tore dwar
koi dukhiyari aayi tore dwar
raja sun mere man ki pukar re
raja sun mere man ki pukar
mera pahla hi pahla hai pyar
raja sun mere man ki pukar re
raja sun mere man ki pukar
bekasur hai ye mora bhola balam
bekasur hai ye mora bhola balam
mere ruh ki kasam jara karna raham
main rahungi main rahungi tera darbar
raja sun mere man ki pukar
koi dukhiyari aayi tore dwar
raja sun mere man ki pukar re
raja sun mere man ki pukar
mera pahla hi pahla hai pyar
raja sun mere man ki pukar re
raja sun mere man ki pukar
bekasur hai ye mora bhola balam
bekasur hai ye mora bhola balam
mere ruh ki kasam jara karna raham
main rahungi main rahungi tera darbar
raja sun mere man ki pukar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

