Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Koi Humnafas Nahin Hai - कोई हमनफस नहीं हैं
koi hamnfas nahin hain, koi raazda nahi hain
koi hamnfas nahin hain, koi raazda nahi hain
faqt ek dil tha abtak, sauh meharbaan nahi tha
koi hamnfas nahin hain, koi raazda nahi hain

mere ruh ki hakikat, mere aansuo se puchho
mere ruh ki hakikat, mere aansuo se puchho
mere aansuo se puchho
meri majlasi tabssum, meri tarjmaa nahi hain
meri majlasi tabssum, meri tarjmaa nahi hain

inhi pattharo pe chal kar
agar aa sako to aao, agar aa sako to aao
inhi pattharo pe chal kar, agar aa sako to aao
inhi pattharo pe chal kar, agar aa sako to aao
agar aa sako to aao
mere ghar ke raaste me, koi kahkasha nahi hain
mere ghar ke raaste me, koi kahkasha nahi hain
lyrics of song Koi Humnafas Nahin Hai
Comments on song "Koi Humnafas Nahin Hai"
imranzaidi6 on Friday, November 02, 2012
Mustafa Zaidi was a poet, who perhaps was born full of powerful sadness and
always loved to burst into the comfort of tears, but he never allowed
himself to fall apart, as his life history reveals. Nature gave him a
delicate heart to make beauty out of the stuff that makes us weep, through
his poetry. His beautiful ghazals, as this one, could tell such a sad
story. Asha's melodic voice and uploader's display of the exquisitely
artistic visuals make it a real masterpiece presentation!!
TheBigBakwas on Friday, April 04, 2014
Koi hum-nafas nahin hai koi raazdaan nahin hai
faqat ek dil tha apna, so woh mehrbaan nahin hai

Kisi aur gham mein itni khalish-e-nihaan nahin hai
Gham-e-dil mera rafiqo, gham-e-raayegaan nahin hai

Meri rooh ki haqiqat mere aansuon se poochho
mera majlisi tabassum, mera tarjumaan nahin hai

Kisi aankh ko sada do, kisi zulf ko pukaaro
badi dhoop par rahi hai, koi saayebaan nahin hai

Inhin pattharon pe chal kar agar aa sako to aao
mere ghar ke raaste mein koii kahkashaan nahin hai
Hyder Manekia on Tuesday, October 30, 2012
Beautiful lyrics of Mustafa Zaidi in Divive voice of Asha Ji & brilliant
presentation by the uploader.
Shapla Koli on Thursday, June 19, 2014
Poetic lyrics by a sad but strong poet .. beautiful
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kehkashaa (1988)
Usha Uthup, Asha BhosleJayabrato Chatterjee, Halim SabirMadhu MukherjeeKehkashaa at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type