Video of this song from youtube
Advertisement
Koi Jane Na Dil Ki Baat - कोई जाने ना दिल की बात
Lyrics of Koi Jane Na Dil Ki Baat - कोई जाने ना दिल की बात
koi jane na dil ki baat koi pakde na mera hath
koi jane na dil ki baat koi pakde na mera hath
ki allah mujhe dar lagta hai
ki allah mujhe dar lagta hai
nahi aayegi aisi raat nahi chutega tera hath
nahi aayegi aisi raat nahi chutega tera hath
ki wallah ham to nhi darta hoye
ki wallah ham to nhi darta hoye

tu kaha kaha mai nazuk pari
mere jalwo ke ho matwale
tu kaha kaha mai nazuk pari
mere jalwo ke ho matwale
dil pe kaabu apne rakhna jara
sooli lakho chade dilwale
ha meri na aayegi bhul jaungi teri wafa ko
ki allah mujhe dar lagta hai
ki allah mujhe dar lagta hai

ishara tera ham pehchan gaya
khuda ki kasam ham jaan dega
koi jhagda nahi hai maan gaya
pyar ka tujhse badla lega
ham kisi ki na manega
de na dhokha are bewafa
ki wallah ham to nhi darta hoye
ki wallah ham to nhi darta hoye
koi jane na dil ki baat koi pakde na mera hath
koi jane na dil ki baat koi pakde na mera hath
ki allah mujhe dar lagta hai
ki allah mujhe dar lagta hai
lyrics of song Koi Jane Na Dil Ki Baat
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement