Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Koi Meri Sune, Aurat Na Bane - कोई मेरी सुने औरत ना बने
koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar
koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar
bhayi bahan ki suno kahani bhayi ki kismat tej
bhayi bahan ki suno kahani bhayi ki kismat tej
bhayi ko has ke dulhniya bahan se mange dhaje
hay main mar gayi ram hay main mar gayi ram
duniya ke bajar main bikta ek naari ka pyar
koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar
koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar

bibi ghar main bhakti aur sewa ki jyot jlaye
bibi ghar main bhakti aur sewa ki jyot jlaye
babu ser kre duniya ki gair se nain ladaye
hay main mar gayi hay main mar gayi
kabhi din hai yaha kabhi hai waha
hay mardo ka jutha pyar
koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar

ma bechari sab ke aanshu apne aankh mein laye
ma bechari sab ke aanshu apne aankh mein laye
ye marji olad ki chaye ya thukaraye
hay main mar gayi ram hay main mar gayi ram
mati main giri hai wo kliya duniya ka hai jo shringar
koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar
lyrics of song Koi Meri Sune, Aurat Na Bane
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Aansoo (1953)
Shekhar, Kamini Kaushal, Pran, Kum Kum, Amirbai Karnataki, Chaman PuriLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad BegumQamar JalalabadiHusnlal BhagatramShanti KumarAansoo at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type